Friday, 15 February, 2013


Bus ek aur hasrat rah gayi jo usse mukhaatib thi
wasl-e-yaar ki khwaaish ye dil bayaan kar na saka
yun to tammanna poori ho gayi us tak aane ki
beech ka faasla, garche, wo asaan kar na saka....

mukhaatib - related
garche - magar

No comments:

Post a Comment