dost do tarah ke hote hein....
ek jo zindgi bhar saath nibhaate hein
doosre jo sirf chauthe aur terveen per aate hein...
ek jo bure waqt mein haath thaamte hein
doosre wo jo sirf achche samay mein apni yaad dilaate hein...
ek dost wo bhi hota hai, jo aapko dard hua to rota hai
kcuh wo bhi hote hein jo aapke zakhmon pe namak lagaate hein...
bachpan ke kuch dost kai baar ta umr saath chalte hai
bachpan ke hi kcuh dost umr ke saath badal jaate hein, kho jaate hein...
kuch dost sabr sikhaate hein aur umeeden jagaate hein
aur kuch dost rooth rooth kar apni baaten mawnaate hein...
shikaayat fir bhi nahi kisi se, shikaayat ka koi faayada bhi nahi
kyunki gulaab ke phool bhi kaante viraasat mein paate hein....