Sunday, 22 January, 2012

din mein kai baar uski galiyon se guzarte hein
garaj ye ke wo waakif hai magar mushtaaq nahi
mile barson ke baad aur phir bichad gaye yun hi
ye kismat ke khel hein yaaron , koi ittefaaq nahin

waakif - knows
mushtaaq - interested

No comments:

Post a Comment