kab tak tum zakhm-o-dard ka hisaab rakhoge
yahan to har shaks ke aasteen me talwaar hai
zaraa nazar hati aur waar ho gaya peenth par
kisi pe bhi yakeen karna aajkal dushwaar hai..

Popular posts from this blog