aajkal koi kisi ka bhi intezaar nahi karta,
koi kisi beparwaah se pyaar nahi karta,
ye to hamara hausla tha jo nibhate rahe
warna koi kisike liye khud ko bezaar nahi karta..


Popular posts from this blog