junun-e-ishq tha behaal kar gaya
raat ka surur din chadte hi utar gaya
wo jise aankhon mein basaa rakha tha
toote khwaab sa gir kar bikhar gaya
na alwida kaha, na khuda ki hafizi ki rasm nibhai
gaflat mein jiye aur gaflat mein ye umr bitaai
mohabbat ki kasam shidaat se mohabbat nibhaai
phir bhi uske khyaalon se mera khyaal utar gaya

Popular posts from this blog