doobte ko kabhi tinka bachaa nahi sakta
saagar ki lahron se wo takra nahi sakta
ye to bus ek hausla hai jo bachaa jata hai
ke sahaare ke bina koi paar ja nahi sakta....
khush hone ke liye ye insaan soch leta hai
bahut taaqat hai usme kuch kar guzarne ki
naadaan hai wo khud ko is kaabil samajta hai
ke bin kismet ke wo patta tak hila nahi sakta...

Popular posts from this blog