ab to har raat ka wohi afsaana ban jaata hai
kabhi wo kabhi badar deewana ban jaata hai
hum sar jhuka ke baithe rahte hein pahlu mei
kabhi wo shama kabhi parwana ban jaata hai

badar - moon

Popular posts from this blog