woh har baat pe unka rooth jaana,
woh har baat pe hamara manaana
zindgi yun beetani hai to yun hi sahi,
zindgi yu hi bita denge teri marzi pe..

jab bhi fursat ke lamhon mein kahin
qurbaton ke lamhen yaad aa jaayen
tab gaur karna meri shikaayaton pe
aur mere gam-e-hijaraan ki arzi pe...

fursat - free, gurbaton ke lamhen - moments of closeness, gam-e-hijaraan - sorrow of separation, arzi - application

Popular posts from this blog