Dil-e-Naadan ko hosh aaya hi kab tha,
ke madhosh hue ek zamana beet gaya,
jin zakhmon ka shumaar bhi na kabhi is dil ko,
unka hisaab rakhte hue waqt muheet gaya...
muheet-encompass
This heart is unconscious to its pains, only time has secretly kept an account of them.

------------------------------------------------------
kaun sikandar bhalaa khud se jahaan jeeta tha
har sikandar ne saikdon pyaade maut ke bhent chadaaye...
saikdon - hundreds
pyaade - soldiers
har sikandar ne saikdon pyaade maut ke bhent chadaaye...
saikdon - hundreds
pyaade - soldiers