koi sawera nahin

tum bewafaa toh nahi, be-parwaah zaroor ho,
kya tumhara waqt ka ek lamha bhi mera nahin,
kyun umr bhar intezaar kiya raat beetne ka,
jab mere muqqaddar mein koi sawera nahin....

Popular posts from this blog