Hathon ke paimaane mein har gum doob jaata hai,
nashaa utarte hi phir nasheman pe bijliyan giraata hai,
kamzarf gum ka asir har ek baashinda hai,
kyunkar koi is quaid se nijaat nahi paata hai

nasheman - nest
kamzarf - mean
asir - prisoner
baashinda - person
nijaat - relief

Popular posts from this blog

अहसास-ए-गम

तमन्ना-ऐ-वस्ल-ऐ-यार